Jo Chalay to Jaan se Guzar Gaye"
tujhe kya khabar mere hal ki
mere dard mere malal ki
ye mere khyal ka silsila,
... kisi yad se hai mila hua,
usy dekhna usy sochna meri zindagi ka hai faysla,
ye usi ki palkon k saye hen
meri rooh me jo utar gaye
ye janoon-e-manzil-e-ishq hai
jo chalay to jaan se guzar gaye...
Muje is mukam pe chorna
hai ye be-wafai ki intaha..!
k qafas ho jaise khuli qaza
nhi sukh ka saans mein loon sada
jinhe teri deed ki pyas thi,
wo katore neno se bhar gaye,
Ye janun e manzil e ishq hai
jo chalay to jaan se guzar gaye
tujhe kya khabar mere hal ki
mere dard mere malal ki
ye mere khyal ka silsila,
... kisi yad se hai mila hua,
usy dekhna usy sochna meri zindagi ka hai faysla,
ye usi ki palkon k saye hen
meri rooh me jo utar gaye
ye janoon-e-manzil-e-ishq hai
jo chalay to jaan se guzar gaye...
Muje is mukam pe chorna
hai ye be-wafai ki intaha..!
k qafas ho jaise khuli qaza
nhi sukh ka saans mein loon sada
jinhe teri deed ki pyas thi,
wo katore neno se bhar gaye,
Ye janun e manzil e ishq hai
jo chalay to jaan se guzar gaye
No comments:
Post a Comment